Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayyatullah khaminaee/sistani 
Question salam plz tell me ,qaza namaz ki niyat kia hogi? main qaza namaz parti hoon wajib qurbatan illalah ? kia ya sahi tareeqa hai niyyat ka?  
Answer Je han sahi hai albetta zarori hay k insaan namaz qurbat ki niyat say yani Allah ki baargah main pasti or khuzu k izhaar k liay perhay or ye zarori nahi keh niyat ko apnay dil say guzaray ya maslan zaban say kahay keh 2 rakat namaz, fajr ki sunnat perhta hon qurbatan illal laah. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 930)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.