Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name about zana 
Question Mera sawal yeh hai k agar kisi k biwi naik ho aur shohar buri adat main mubtala ho to aur zana bhi karta ho to islam is k bary main kya kehta hai kyunk quran k mutabik naik aurtain sirf naik mardon k liye hain aur agar shohar ko seedahy raasty main lany k liye koi dua ho to woh bhi bata dain 
Answer 1)Aurat or os k baap/dada ke liay behter hai k on sifaat or khasaais ko ehmiyat dain jin ka shohor main hona zarori hay.aurat ko chahiay keh wo aisay merd ko apnay rafeeq e hayaat k taur per muntakhab karay jo deendaar,paak daman,or baa akhlaaq ho.sharabi nah ho or buraeyoo or muhliq gunaho ka irtekaab nah kerta ho(Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 387 pg # 232 ) 2)Rah e Rast (naik rastay) par lanay k lie raat ko jab wo so jae to os par taz awaz sai aik martaba surah e hamd 21 din tk dam karain to wo rah e rast par aa jae ga. (Ref : Naway e Salaheen pg # 345) .Update on dated 03-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.