Answer |
Jummay ki namaz 2 rakat hain aur aur jummay k din zohar aur asar ki 16 rakat fafal par 4 rakat ka izafa ho jata hai aur behtr ye hai k puri 20 rakat zawal sai pehlay parhi jae siway ye k 2 rakat k jin ka waqt zawal k waqt parha jana behtr hai. laikin nafal namazain parhna mustahab hai agar nahi parhain to bhi jummay ki namaz ho jae gi.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 752)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |