Answer |
1)Sar dard k dor honay k lie surah e taha surah # 20 ki ayat # 25 ta 28 ko 3 dafa parhnay sai sar
dard mai bohat ifaqa hota hai.
2)Sar dard k lie kali chai mai dhanya k beejh pisay huay aur kachay angoor k ras ko mila kar pi
liay jay, faida ho ga.(Ref : 2000 Dastoorul Amal pg # 400, 404)
3)Khansi k lie rat ko sotay waqt 8 ya 10 long khanay sai aaram aa jata hai. (Ref : apna dawakhana pg 38)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|