Answer |
1)Jo shak shadi na hone ki waja se fale haraam me mubtela hota ho is per wajib ha k shadi kar
le.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407)
2)shadi un mustahabbaat mai sai hai jin ki islam mai bohat ziada taqeed ki gae hai. Razool e
akram ka irshad hai k jo shakhs shadi kar leta hai wo apna adha deen bacha leta hai. (Ref :
Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 385 pg # 231 ) (Khuda aap ki tawfiqaat
mein izafa farmaye) note: Shadi ki koi khas umer nahi hai albetta agar koi shadi na krnay ki wajah sai istemna ya zina ya is jaisay gunah mai mubtila hota ho os k lie lazim hai k shadi karay.
|