Answer |
Sharab pina haram hai aur baaz hadees mai osay gunah e kabeera bataya gya hai. Laikin namaz parhni wajib hai namaz ko nahi chor sakay hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2596)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |