Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Asalam-o-alaikum....! mera sawal ye hai k kya mai aik na-mehram sy mobile pe just messages pe baat kar sakta hon....?? jab k mai ny aaj tak us ki awaz b nhi suni.... na us ko dekha hai or na kabhi koi ghalt baat ki hai.... kya is me gunah hai...?? or agr rozey mei msg pe baat karo or islamic bat karon buri baat koi na karon...to kya roza makroh ho jata hai...?? answer me in detail plzzz....! 
Answer Agar is ki wajah se fasaad ka khof ho to to jaiz nahi he. Lakin agar baat cheet hidayat aur saleh kalaam per mushtamil ho, jab k haram me waqae honey ka khof na ho to koi haraj nahi hechahae roza ho ya na ho. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 3, ques # 139, pg # 66) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.