Answer |
1)Chori krna azeem ghunahoo mai shumar kia gya hai. aur phir jhooti qasam khana bhi haram hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1, masla # 29) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2638)
2)Toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. Aur ghuna se bachney k lie mazboot irada chahiea. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|