Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Muslim 
Question AoA, Meri Wife ney Nafley Rozey ki niyyat ki aur Chasht k waqt Haiz agya, too may na kha k Roza Toor doo aur kha pee loo, Is Rozey k barey main batey k kia dobara rakhna ho ga aur neyyat be bata dai, Nihaney k baad bhi us ney nafli rozey rakey hai kia ye us rozey k liyee qabool ho ga ya qaza rozey ki , aur aisi halat mai kana peena drust hai jaisa k Ramazan main mana hai 
Answer Agar kisi aurat ko rozay ki halat mai din k waqt haiz ka khoon aa jae to roza batil ho jata hai. aur mustahab rozay ki haiz sai pak honay k baad qaza bhi nahi krni hoti hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1612)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.