Answer |
Aglaam|(koi mard mard k sath jinsi milap karna) karwanay walay larkay ki maa , bahn aur bati aglam karnay walay per jabke (aglam karnay wala) balig ho haram ho jatay hein. lakin aglam karnay walay ki maa , behan , aur bati aglam karwanay walay per haram nahi he. Laikin agar dhakool honay mai shak ho k hua tha ya nahi to haram nahi hon gay. (Yani faqat sharamgah touch ki thi to haram nai ho ga)(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2369)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |