Question |
Asalam o elykum, main nay ap sy yeh poochna hay ky main nay apky answers ko dakh kay surah e read surah # 13 ki ayat # 31 ko haroof maqtat ki suratbmain likh kar apni wife ko bandh di hain, mera sawal yeh hay ky bathroom jaty waqat, raat main soty waqat pehan sakti hain, agar pehan sakti hain tu kaise?
Kia koi bhi awalad kay liye bina ejazat yeh amal kar sakty hain ? kiun kay main bhi awalad ki khawaish rakhta houn.
ALLAH apko is neek kaam ki jaza day.
|