Answer |
Quran mai sharab k lie haram k lafz to nahi aya hai magar ghunah likha hai surah # 2 surah e baqra ayat # 219 ki ayat mai hai is k alawa surah e maida surah # 5 ki ayat # 90 aur 91 mai bhi sharab ko shaitani amal qarar dia gya hai(Ref : Anwar e quran pg # 279, 101)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |