Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Asalmwalkum Pls answer me according to Aayatulha Seestani.I am going for Umraha after Ahram i can travel under shade in day time.Thanks 
Answer Saa,ya(Shade) se muraad apne aap ko soraj se bachana hay or ehtiyat e wajib ki bina par is hokum main barish ko bhi shamil kiya gaya hay. laikin azhar ye hay k hawa, sardi, germi ya in jaisi dosri chezo se apny aap ko bachana jaiz hay agarchah ehtiyaat mustahab isko chorhnay main hay. laihaza raat k waqt muhram(ehraam pehene wala shaks ) k liay chat wali garhi ya kisi or cheez main sawaar hone main koe haraj nahi hay is shart k saath k ehtiyaat e lazim bina per barish nah ho rahi ho. agarchah ye sawari muhram shaks ko hawa se bacha rahi ho. (Ref: Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Manasik e haj, Maslah# 270) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.