Answer |
Zawal e aftab ka doosra nam ﻇﮩﺮﺸﺮﻋﻰ hai yani adha din ghuzr jana. maslan agar din 12 ghantay ka hai to suraj niklnay k 6 ghantay k baad ﻇﮩﺮﺸﺮﻋﻰ ka waqt ho ga aur agar din 13 ghanton ka hai to suraj niklnay k 6.5 ghantay baad ﻇﮩﺮﺸﺮﻋﻰ ka waqt ho ga.mazeed ye k ﻇﮩﺮﺸﺮﻋﻰ suraj niklnay sai groob honay k darmian adhay waqt k ghuzr janay ka nam hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 718 ka hashia) note : is k alawa zawal e aftab raat mai nahi hota hai q k raat mai suraj nahi hota hai. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |