Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name agha sistani 
Question slam.mera sawal yeh hy kay aksar hamary pait men awaz peda hoti hy kia is sy wazu tot jata hy? ya nimaz ky doran pait mein awaz ay tu nimaz toot jati hy? 
Answer Ji nahi pait k ander awaz aanay sai wazoo ya namaz batil nahi hoti hai bal k ﺮﻴﺎﺡ yani maiday aur antoo ki hawa jo pakhana k maqam sai kharij ho os sai wazoo batil hota hai. Note : hawa ka pakhana k maqam sai kharij hona zaroori hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 322)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.