Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Agha Sistani 
Question salam qibla mera sawal hai ka namaz se pehly maine peshaab kya aur achi tarah istambra bhi kya aur us k baad bhi agar ek qatra peshaab ka kapron ko lag jai to kya us kapron main namaz ho sakti hai kya wo kaprey paak rahen gen plz reply urgent 
Answer Jis shakhs nai istebra kia ho aur is k bad koi ratubat kharij ho jis k baray mai wo na janta ho k peshab hai ya koi aur ratoobat to wo pak hai, kapray bhi pak rehain gay aur namaz bhi sahi ho gi. laikin agar yaqeen ho k peshab hi nikla hai to phir kapray najis ho jain gai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 70)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.