Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question muj se rozay ki halat mai istimna yani musturbate hu gya par mujay maloom nhi tha kai is sai roza fasid hu jata hai mujay abhi is maslai ka pata chala hai tu ab is silsilay mai mujay kya karna hu ga or kaffara or qaza ki miqdar bhi batae ga hanafi maslik kai mutabiq .shukrya. 
Answer NOTE : Is web site per fiqh e jaffaria k mutabiq jawabaat diew jatay hein. Agar insaan nah jaanta ho k jo batain batae gae hain un main se baaz rozay ko batil kerti hain or maslah jaan,ne k silsilay main os ne koe koh,tahi nah ki ho or nah hi kisi qisim k taraddud(shak) ka shikaar ho ya ye sher,e hujjat per etemaad rakhta ho or khane, peene or jima k alawa in af,aal(yani jin chezo se roza toot jata hay) main se kisi kaam ko anjaam day tu oska roza batil nahi hoga.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masail, Maslah# 1625) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.