Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aga e sistani s.b 
Question Salam alykum:janab e aali mera sawal ye hai agar machchar badan par khoon pi raha ho aor usi waqt usko mar dya jaye,to kya uska khoon jo badan pe laga hua ho wo paak shumar hoga ya najis? Braye mehrbani jaldi jawab dijiega...khuda hafiz 
Answer Agar koi shakhs apnay badn par bethay huay machar ko mar day aur wo khoon jo machar nai choosa ho is k badn sai niklay to wo khoon pak hai. laikin ehtiyat e mustahab ye hai k is khoon sai is halat mai perhaiz karay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 204)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.