Answer |
Ham jins sai sex krnay mai agar male kis doosaray male sai sex karay to os ko lowat kehtay hain aur agar female kisi doosri female sai sex karay to os ko sehak kethay hain aur ye amal haram hai aur kabira ghunahoo mai shumar hotay hain. Albetta agar male aur female aik doosray k sath sex karay to os ko zina kehtay hain. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1 masla # 30)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |