Answer |
Agar namaz juma ki shara,it maujood hoon to ikhtiyaar hay k juma ki namaz perhain ya zohar ki namaz perhain layhaza agar insan jumma ki namaz perhe to wo zohar ki namaz ki kifayat karti he. (Yani zohar ki namaz perhna zurari nahi ) (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 720) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |