Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question as salaam o laikum-rozeki halat me agar apni (mani)nikalo jabke mujhe nahi pata ke esa karne se mera roza toot jayega.to kiya mera roza tootgaya agar ha to mujhe kiya karna hoga.safseel se bataye 
Answer Agar insaan nah jaanta ho k jo batain batae gae hain on main se baaz rozay ko batil kerti hain or maslah jaan,ne k silsilay main os ne koe koh,tahi nah ki ho or nah hi kisi qisim k taraddud(shak) ka shikaar ho ya ye sher,e hujjat per etemaad rakhta ho or khane, peene or jima k alawa in af,aal(yani jin chezo se roza toot jata hay) main se kisi kaam ko anjaam day tu oska roza batil nahi hoga.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masail, Maslah # 1625) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.