Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Slaam mera question yeah ha kay agar kisi nay Ramdan sharif ka kabi ahtaram na kia ho oor rozay ki halat mein Muhat zani ho gai ho tooh kaya hukam ha Toba kar li jay us gunah say hamesha kay leah tooh phir kaya mafi ho sakti ha? Please meray answer ka tafseel say jawab dean 
Answer 1)Istimna(Musht zani) karna haram hai..(ref. jaded fiqi masail aqa sistani pg no. 253 masla #462) 2)Agar rozay dar istemna karay to os ka roza batil ho jata hai. 3)Agar koe shakhs ramzan k roze ko istimna ki wajah se batil karey jabkeh jabar (zabardisti) aur na’chari ki bina per nahi balkeh amadan(jaan boojh kar) aur ikhtiyaar se aisa kia ho to is per rozay ki qaza k alawa kaffarah bhi wajib ho ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1569,1630) 4)Istemna ka kaffara toba krna hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 200,pg # 82)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.