Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayat ullah sistani sb 
Question 1. Wajib namzon ki theek theek niyat kesay honi chaiye.? 2. Nafli namzon ki niyat kese honi chaiye.? Niyat k alfaz kya honay chaiye?? 
Answer Zarori hay k insaan namaz qurbat ki niyat say yani Allah ki baargah main pasti or khuzu k izhaar k liay perhay or ye zarori nahi k niyat ko apnay dil say guzaray ya maslan zaban say kahay keh 2 rakat namaz, fajr ki sunnat perhta hon qurbatan illal laah. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 930)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.