Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question mein nay ghaltee say quran e pak par eik bat ka half liya k mein nay yeh kam hotay daikha hay yeh bila irada hua tha aur ab mujay pachtawa ho raha hay kia iss k liye koi kafara hay ya yeh b qasam k he zamray mein aata hay 
Answer Jhooti Qasam ke khane ka koe kaffara nahi he albatta ye ek haram kam hai lehaza toba o istighfar kijyega.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2638). Update on dated 30-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.