Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Tallaq 
Question Sir Meray dost ki wife naraz ho k maa k ghar chali gai thi us ka baad us ka shohar gar per ata tha or milta tha bachoon sa baat cheet bhi hoti thi apni wife sa bhi hoti thi is baat ko 8 sall ho gaye hain kia un ka nikkah khatam ho gaya hai agar ub wo wapas jana chahiye to kia sharair hoon gi 8 sall main ek bar bhi hum bistri nahin hui please jawab dain 
Answer Wife apnay shohar k pas wapis jae aur talaq nahi hui hai. is k alawa biwi apnay shohar ki ijazat k bina ghar sai bahir nahi ja sakti hai. aur intercourse na krna sai nikah batil nahi hota hai albetta Shohar apni jawaan biwi say 4 mahinay say ziyada muddat(time period) k liay hambistari (intercourse) tark nahi kar sakta hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2462, 2382).Update on dated 03-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.