Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question as salaam alaikum agar koi sahibe nisab ho zakat nikal ne ke baad us ke pass kuch bhi maal baqee naho to kya use zakat desakte  
Answer 1)Jis hunar mand ya sahib e jaidad ya tajir ki amdani is k saal bar k akhrajat say kam ho wo apnay Akhrajat ki kami puri karnay k liay zakat lay sakta hay aur lazim nahi hay k wo apnay kam k auzaar ya jaidad ya sarmaya apnay akhrajat k masraf may lay aye. 2)Malik jis shakhs ko zakat day zaroori hay k wo shia isna ashri ho. 3)jis shakhs ka faqeer hona sabit ho os ko zakat di ja sakti hay. 4)jo shakhs sharab pita ho ya namaz na parhta ho isi terha jo shakhs khulam khulla ghunah karta ho to ethiat e wajib ye hay k os ko zakat na di jay. (Ref : Tauzeeh e ul Masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1892-1909 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.