Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Sistani sahib 
Question Sir mera question ye hy k muta k ley larki ki man ijazat dy dy .ya us ki man ye kahy k main ny is k bap sy ijazat ly le hy to nikah mutta ho sakta hy y a larly ke us k bap sy khod bat karna zarori hy  
Answer Barah e rast walid ki ijazat k alfaz zaruri nahi hen balke koi bhi aysa sabab jis se bap ki rizayat ka yaqeen o itminan hojaye k larki ka bap razi hai to kaafi hai, lehaza agr larki ki maa k kehne se apko yaqeen or itminan ajaye k ye sach bol rahi hen k larki ka bap nikah e muta per razi hai to Nikah e mutta jaiz hoga. Albatta faqt larki ki walida ki ijazat kafi nahi hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2341). Update on dated 13-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.