Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah sistani 
Question mera sawal yeh hai k mein dubai sy umrah mufradah k liye jaa raha hoo tw mera meeqat kon sa ho ga.buht sy log Ayesha Masjid sy ahramm bandhty hai yeh sahi hai ya door waly meeqat sy hi ahram bandhna ho ga jaisy Masjid Shajara sy aur meri wife 2 months pregnant hai tw us ko ahram banhna wajib ho ga ya woh sirf ziyarat kar sakti hai. pls mujhy jawab jaldi chahiyaa.shukiya 
Answer Jo shaks makkah se bahar os k liay door wale miqaat(masjid e shajrah ya juhfah etc) se ehram bandhna wajib hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Manasik e hajj,Edition# 2013,Mafhoom e Maslah #140). Update on dated 18-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.