Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question mera past mai ksi sey taluk tha mai us sey milti b rahi,per meri mangani kisi or sey ho gaye ab mera mangeter kehta he k quran pe half lo k tum us sey kbi mili nahi,halan k mai milti rahi,per wo majbor kerta hai ksm uhaney ko,kya esey halat mai hlf dy k koi kafara haii. 
Answer Ye jhoot bhi shumar hoga or quran ki be-hurmati ka pehlu bhi hoga, agr qasam kha kr kaha hai to goya jhooti qasam khai hai or ye haram hai or kabhi kabhar to gunah e kabeera ban jata hai, or is ka kaffara Allah se toba w istighfar hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2638). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.