Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question assalam walekum wo rahematullahi wo barkatahu,mera sirf ek hi sawal hey k mein ne apni biwi ko ghusse me 3 bar tallaq tallaq tallaq kahe diya hey us waqt meri biwi haez me nahi thi kyun k wo hamela hey kya mera tallaq ho chuka mujhe zaldi jawab dijiye 2din howa bol k use mein na wo mere bagaer rahe sakti hey na mein us k bager rahe sakta hon, mere dost ko sunaya mein ayesa bola meri biwi ko to wo bole tallaq nahi howag, tallaq bola use to wo o roi kuch karle k mar jae gi boli to mein manaya use rat me bistar bhi kara us k sath, 
Answer Ye talaq batil hay.Q k 1- Talaaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani dijaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah# 2462 to 2464 & pg#460) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.