Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Khumaini 
Question Assalam-o-Alaikum, Mera sawal yeh hay kay Islam main husband ki death kay baad Shariat-e-Masoomeen (AS) main iddat kitnay din karni chahiay aur iddat kay doran Aurat kahan jasakti hay? Kya Imam Bargah ja sakti hay? Kyunkay hamari dadi aur phoopo hamari ek rishtay dar ko yeh kaha kay iddat kay doran Imam Bargah jaya ja sakta hai. Barah-e-Meharbani Shariat-e-Masoomeen (AS) ki roshni main bilkul sahi jawab dain takay main apni dadi aur phoopo ko dekha sakoon. Thanks, 
Answer Wafaat ki iddat 4 mahine or 10 din hai, Or jo orat wafat ki iddat men ho us k liye us k liye rangbaranga libaas pehnna , surma lagana or isi tarah doosre ayse kaam karna jo zeenat shumar hote hen haram hen, lekin ghar se bahir nikalna haram nahi hai. .(Ref:Ayat Ullah khumeni(d.b), Tauzee hul masael,Mafhoom e Maslah # 2510-11). Update on dated 29-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.