Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Yes 
Question 4months phele 1st delivery howe phir mere biwi ko 2nd pregnancy ka shak huwa or phir mene use pregnancy strip la ker dia us ne pata nahi kese check kia us me nahe aya phir 1 hafte ke bad phir shak huwa mien phir strip laya or mene khud check kia lab se bhi check karaya wo pregnant the or phir doctor ke pass gay unho ne kha belkul growth nahi hay phir 2 hafte bad humne abortion karadia or 2doctors ko check karaya donno ne kha maa ko khatra hay mien phir bhe dara duwa ho kia karo plzzzzzzzz helppp mien bhut pareshan hoooo 
Answer Qaraar e nutfa(mani k rehem main thehernay) k baad isqaat e hamal jaiz nahi he.magar ye khoof ho k hamal ka baaqi rakhna aurat ki zindagi k liay nuqsan dah hay tu hamal main agar jaan nah perhi ho tu isqaat jaiz hay,laikin hamal main jaan pernay k baad bachay ka zaya kerna jaiz nahi hay. Agar maa khud bachay ko zaya kray to is ki diyat maa par wajib hai aur zaroori hai k wo diyat bachay k baap ya doosray worsa ko dai aur agar baap hamal ko zaya kray to is ki diyat is par wajib hai aur zaroori hai k wo maa ko ada kray. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 72)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.