Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name agha sistani 
Question sajda e quran ka sahi treeqa detail se bta den. 
Answer Ehtiyat e wajib ye hai k quran majeed k wajib sajday mai insan apni peshani sijdagah ye kisi aisi cheez par rakhay jis par sajda karna sahi ho aur ehtiyat e mustahab ki bina par badan k doosray hissay zameen par isi terah rakhay jis terah namaz mai bataya gya hai. koi zikr na parhay tab bhi kafi hai aur zikr ka parhna mustahab hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1085)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.