Answer |
Jis shakhs ne apni namaz un k apnay waqt me na parhi hoon to zarori he k un tamam namazoo ki qaza baja laye. Albetta in qaza namazoo mai tarteeb lazim nahi hai siway in namazoo k jin ki ada mai tarteeb hai maslan aik din ki zohar aur asr ya magrib aur isha. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 1356 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |