Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name agha sistani 
Question Salam Nikah ke bad jab dulhan ghar aajaye to dulha aur dulhan ko kis waqt namaz padhni chahiye aur uski neeyat aur tareeka kya hai plz jaldi jawab de 
Answer Jab dulhan dulhay k ghar mai aye to chaheay k donoo wazoo kar k 2 rakat namaz ada karain aur shab e zafaf ki niyat Karin aur fajar ki terah namaz ada karain is k baad khuda ki hamd karain aur Muhammad o Aal e Muhammad s.a.w.w. par durood bejhain. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3, masla # 4).Update on dated 03-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.