Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name abt half 
Question mera question ye hy k 10 months pehlay aik larkay nay qauran ki kuch soraton par (ju k chotay chotay cards pr likhi hui thin ju bazar main frokht hoti hain) un pr meri aik dost sy halaf lya k wo larki us larkay k ilawa kisi or sy shadi nhi kray gi..dono aik dosaray ko bht pasand krtay thay. us larki nay ye half lay lya. ab masla ye hy k us larkay k walid ki tabiat khrab hy or wo uski shadi kahin or kr rhay hain. or wo larka b shadi pr maan gaya hy. but jb meri dost ny us sy half wapas lenay ka kaha tou us ny inkar kr dya, ab us larkay sy rabta bhi nhi ho paraha. ap plz bataeye k meri dost ko is half ko khatm krnay k lye kya kaffara ada krna hoga ta k wo kahin or shadi kr sakay,, ap plz is maslay ka mukammal hal bataen with reference, meri dost bht preshan hy is muamlay main . umeed hy ap jald jawab dain gy.. 
Answer Y e qasam or halaf sahi nahi hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2634). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.