Answer |
Namaz e Juma mai shirkat krna sawab e azeem ka ba’is hai aur agar is mai namaz e juma ki sari shrait moujood hon to phir zohar prhnay ki zaroorat bhi nhi rehti. Leikin namaz e juma ka wajoob tkhieri hai, taeini nhi (yani aap ko ekhtiar hai k is mai shirkat karain ya zohar ada karain).
(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 720)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|