Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Imam sahab se pehle Ruku Sajda karne par hadees 
Answer Zaroori hai k muqtaddi , namaz mai jo kuch parha jata hai is k alawa namaz k doosray afaal maslan ruku, sujood imam k sath ya is sai thori dair baad baja laye aur agar in afaal ko janboojh kar imam sai pehlay ya itni dair baad anjam dai k isay imam ki parvi karna na kaha ja sakay to is ki jamat batil hogi. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1451)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). Note : Is website par mujtahideen k fatway ki roshni mai jawabaat diay jatay hain aur mujtahideen khud quran aur hadees ki roshni mai fatwa dia kartay hain.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.