Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Quran 
Question kya Quran Shreef kay tarjumay ko Quran kaha jaiga ? or Nahi to kya Kaha jata hai ? 
Answer Quran majeed k arabic k alawa kisi bhi zaban mai tarjumay ko quran to kaha jae ga albetta os k alfaz ko mas karna yani apnay badn ka koi hissa os quran k alfaz sai lagana haram nahi ho ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 316)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.