Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Sistani sahib 
Question Assalam-o-Alaikum. mere 2 sawal hain pehle yeh k kya muttah k baad iddat zarori hai? aur us k kya sharaait hain matlab k iddat kese puri ki jaye aur agar iddat puri nahi karsakti ho larki kisi masail ki wajah se to kya tareeqa hoga dosra? aur dosra sawal yeh hai k muttah k waqt jo haq mehar tay kara gaya ho woh kya larki khud say maang sakti hai? 
Answer 1)Jee han muttah ki iddat rakhna orat per lazmi hai. Iddat main shadi nahi ki jasakti. 2)shoahr se apne mehr ka mutaliba ker sakti hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2475-2395). Update on dated 29-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.