Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name namaz aada ka waqt  
Question namaz aada ka waqt kise hota hai aazan se phale kitna waqt hota hai naamaz aada karene kiliye pls mujhe bataiye 
Answer Zohur aur asr ki namaz ka waqt zawaal e aaftab k bad se suraj ghuroob honay tak he. Maghrib aur isha ki namaz ka waqt mukhtaar shaksh k liay maghrib e shure se le kar aadhi raat tak he. Fajar ki namaz subah k qareeb mashriq ki taraf se aik safaidi oper uthti he jise fajar e aw’wal kaha jata he aur jab ye safaidi phel jaay tu wo fajar aur subah ki namaz ka aw’wal e waqt he aur subah ki namaz ka aakhri waqt suraj niklne tak he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 718 , 724 , 729). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.