Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sunni muslim 
Question Asslamalikum mera ek sawal hai kiya shohar se pocket money le sakti hai. Jabki uska shohar sara kharch uthata hai. 
Answer Answer 1-Shohar per wajib hay k wo bivi ki ghiza, libaas or rihaaish or jin chezon ki osko hajat hoti hay apni haisiat k mutabiq ferhaam karay). Update on dated 08-12-2015. (Ref:Ayatullah sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #2376). Note: 2-agar shohar ye wajib naam o nafaqqah pora ker raha ho tu phir os per aap ko alag se kherchah daina wajib nahi, aap ka mutaalba kerna tu jaiz hay k aap shohar se guzarish karain laikin shohar ki merzi hay k wo is mutaalbay ko pora karay ya nah karay. Update on dated 08-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.