Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayat ullah sistani 
Question agr koi shaks Mola Ali(as) ki jhoti kasam khaye tu kia saza ya kafara hai 
Answer Ye jhoot bhi shumar hoga or Moula Ali (as) ki be-hurmati ka pehlu bhi hoga, agr qasam kha kr kaha hai to goya jhooti qasam khai hai or ye haram hai or kabhi kabhar to gunah e kabeera ban jata hai, or is ka kaffara Allah se toba w istighfar hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2638). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.