Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name None 
Question AOA. Aksar aisa hot hai kay rah main chaltay huye koi mil jaye or pta chalay koi marr gya to uskay liye fate-ha prhen ya majlis main kaha jaye k kisi kay liye fate-ha prhen or us time wazzu na ho to kaya QURAAN ki soorten prhna jaez hai? Another situation is before sleeping recite everything you have in your mind but if you are not in wadu then can i recite? Please explain 
Answer Quran Majeed ko parhnay k lie wazoo karna zaroori nahi hai bal k quran majeed parhnay k lie wazoo karnay ka mustahab hona bhi sabit nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 321)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.