Answer |
Jab sai haiz ka khoon aye os waqt sai jitnay din tak khoon aye, namaz aur is jaisi doosri ibadatain jo wazoo, ghusl ya tayammum k sath anjam di jati hain wo os aurat par haram ho jati hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 448)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |