Answer |
Computer par 2 afrad ka mil kar shatranj khailna haram hai aur ehtiyat e wajib ki bina par 1 admi ka bhi computer k sath mil kar shatranj khailna haram hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 469 pg # 254)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |