Question |
Assalam o alaikum Hazrat,
Mera Question hai ki main manpasand shadi karna chahta hoon, Main ek Larki se beinteha pyar karta hoon or bahut pasand karta hoon, pata nahi wo mujhe pasad karti hai ya nahi mains main shaik hoon or wo kazi hai, Mujhe koi aisa wajifa bataye jisse meri usse shadi ho jaye bina kisi mushkil ke. or jo wajifa aap bataye wo kitne din karna hoga. (Shukriya) |