Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Salam, mayra question ap say ye hay ka kia islam me khandan, zaat baradari, say bahar shadi karna manah h, me ak larki say pasand ki shadi karna chata hoon, hum dono ak dosray ko boohat chahtay haan, wo pathan (Afridi) ha, or me Urdu speaking. aap bataen k kia ye shadi hoo sakthi h aap joo be jawab deen ge wo me us larki k walden ko dakh doon ga , takay un ko yaqeen aya jay k islam me zaat, baradari ki kowi pabandi nahi h shukriya afzal 
Answer Musalmaan merd musalmaan aurat ka kufu(equal) hay or momin merd momin aurat ka kufu(equal) hay. Layhaza arabi ki ghair arabi se shadi ho sakti hay, syed ki ghair syed se ho sakti hay, is terah shareef or aonchay gharano k afraad ki shadi jharho dainay walay afraad se ho sakti hay. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),minhajus saliheen,part#3, maslah #221) . (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.