Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name preshani 
Question salam sir meri 2 bari behne hn unki shadi n hui aik ki age 30 year h aur 2ri ki 27 year. aur aik bhai uske rozgar k lye kch btain, mera bhai khud b zemedar n h, aur aik bhai uski age 16 year h wo buri adaton m par gya h gr s pese chri krna juwa khelna plz kch btain hamre gr m boht preshania h 
Answer 1)Shadi k lie: Aurat ki shadi k lie aurat k libaas par zafraan say surah e fattah, surah # 48 ki pehli teen ayaat likhain aur apnay pas rakhain sohar dar ho jain gi. (Ref : Kitab Payam e Shifa pg # 282) 2)Rizq k lie: Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maida ayat # 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab’ban’a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen) 3) Jo shakhs tandmizaj ho gya ho to surah e nissa surah # 4 ki ayat # 148 ko likh kar os ko pila dain to wo ba-akhlaq ho jae ga. (Ref : Naway e Salaheen pg # 346)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.