Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name qasam khana 
Question mera sawal ye hy k meri ami apny sir pr hath rakh kr qasam khany ko kehti hen kya ye thek hy ya ni mera qasam khana ya meri ami ka sar pr hath rakh kr qasam uthwana ? mera dosra sawal ye hy k mera mangeter hr bat my qasam khata hy wo sach boly tb bhi or jhot boly tab bhi kya ye thek hy islam ki nazar my? plz tafseel sy ans.dijye thanks 
Answer Jee nahi ye qasam jaiz nahi hogi, or is ki mukhalifa ki surat men na koi gunah hai or na hi koi kaffara. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 686, Eidition 1417 hij)Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) Agr koi shakhs qasam khaye k me jo kuch keh reha hon sach keh reha hon to agar sach keh reha ho to qasam khana makrooh he aur agar jooth bool reha ho to haram hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2638). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.